Ghazals Poetry in Urdu
لاکھ دوری ہو مگر عہد نبھاتے رہنا
جب بھی بارش ہو میرا سوگ مناتے رہنا
تم گئے ہو تو سر شام یہ عادت ٹھہری
بس کنارے پہ کھڑے ہاتھ ہلاتے رہنا
جانے اس دل کو یہ آداب کہاں سے آئے
اس کی راہوں میں نگاہوں کو بچھاتے رہنا
ایک مدت سے یہ معمول ہوا ہے
آپ ہی روٹھنا اور آپ مناتے رہنا
تم کو معلوم ہے فرحت یہ پاگل پن ہے
دور جاتے ہوئے لوگو کو مناتے رہنا
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
ظالم تھا وہ اور ظلم کی عادت بھی بہت تھی
مجبور تھے ہم اس سے محبت بھی بہت تھی
اس بت کے ستم سہہ کے دکھا ہی دیا ہم نے
گو اپنی طبیعت میں بغاوت بھی بہت تھی
یوں ہی نہیں مشہور زمانہ میرا قاتل
اس شخص کو اس فن میں مہارت بھی بہت تھی
واقف ہی نہ تھا رمز محبت سے وہ
دل کے لیے تھوڑی سی عنایت بھی بہت تھی
کیا دور ہے غزل تھا کہ لہو دل میں بہت تھا
اور دل کو لہو کرنے کی فرصت بھی بہت
ہر شام سناتے تھے حسینوں کو غزل
جب مال بہت اچھا تو سخاوت بھی بہت تھی
دوا کے ہم عاجز کو پشیمانی بہت ہے
کیا کیجئے کمبخت کی شہرت بھی بہت تھی
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
اسے ہنسنے کی عادت تھی یہ دل کچھ اور سمجھا تھا
مجھے اس نے کہا آؤ نئی دنیا بساتے ہیں
اسے سوجھی شرارت تھی یہ دل کچھ اور تھا
ہمیشہ اسکی آنکھوں میں دھنک سے رنگ ہوتے تھے
یہ اس کی عام حالت تھی یہ دل کچھ اور سمجھا تھا
وہ میرے پاس بیٹھا دیر تک غزلیں میری سنتا
اسے خود سے محبت تھی یہ دل کچھ اور سمجھا تھا
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
چلو وہ عشق نہیں چاہنے کی عادت ہے
پر کیا کریں ہمیں ایک دوسرے کی عادت ہے
تو اپنی شیشہ گری کا ہنر نہ کر ضائع
میں آئینہ ہوں مجھے ٹوٹنے کی عادت ہے
میں کیا کہوں کہ مجھے صبر کیوں نہیں آتا
میں کیا کروں کہ تجھے دیکھنے کی عادت ہے
تیرے نصیب میں اے دل سدا کی محرومی
نہ وہ سخی نہ تجھے مانگنے کی عادت ہے
وصال میں بھی وہی ہے فراق کا عالم
کہ اسکو نیند مجھے رتجگے کی عادت ہے
یہ مشکلیں ہو تو پھر کیسے راستے طے ہوں
میں نا صبور اسے سوچنے کی عادت ہے
یہ خود اذیتی کب تک فراز تو بھی اسے
نا یاد کر کہ جسے بھولنے کی عادت ہے
چلو وہ عشق نہیں چاہنے کی عادت ہے
پر کیا کریں ہمیں ایک دوسرے کی عادت ہے
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
عادت ہی بنا لی ہے اس شہر کے لوگوں نے
انداز بدل لینا آواز بدل لینا دنیا کی محبت میں اطوار بدل لینا
موسم جو نیا آئے رفتار بدل لینا
عادت ہی بنا لی ہے اس شہر کے لوگوں نے
رستے میں اگر ملنا نظروں کو جھکا لینا آواز اگر دو تو کتراکے نکل جانا
ہر کسی سے خفا رہنا ہر اک سے جدا رہنا
جاتے ہوئے راہی کو منزل کا پتا دے کر رستے میں رلا دینا
عادت ہی بنا لی ہے اس شہر کے لوگوں نے
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
یہ سگریٹ شوق ہے میری عادت نہیں
یہ جذبات جگاتی ہے تبھی پیتا ہوں
آدھی رات کے وقت میں پاگل تو نہیں
تیری یاد ستاتی ہے تبھی پیتا ہوں
اس سگریٹ میں فائدہ تو کوئی نہیں
یہ فکر مٹاتی ہے تبھی پیتا ہوں
میں جانتا ہوں مجھے کچھ نہیں ملے گا اس سے
یہ میری عمر گھٹاتی ہے تبھی پیتا ہوں
یہ سگریٹ شوق ہے میری عادت نہیں
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Ye gham kia Dil ki aadat hai nahi to
Kisi se kuch shikayat hai nahi to
یہ غم کیا دل کی عادت ہے نہیں تو
کسی سے کچھ شکایت ہے نہیں تو
ہر وہ ایک خواب بے تعبیر
بھلا دینے کی نیت ہے نہیں تو
کسی کے بن کسی کی یاد کے بن
جیئے جانے کی ہمت ہے نہیں تو
کسی صورت بھی دل لگتا نہیں ہاں
تو کچھ دن سے یہ حالت ہے نہیں تو
تیرے اس حال پر ہے سب کو حیرت
تجھے بھی اس پہ حیرت ہے نہیں تو
ہم آہنگی نہیں دنیا سے تیری
تجھے اس پر ندامت ہے نہیں تو
ہوا جو کچھ یہ ہی مقسوم تھا کیا
یہ ساری حکایت ہے نہیں تو
تو رہتا ہے خیال و خواب میں گم
تو اس کی وجہ فرصت ہے نہیں تو
وہاں والوں سے ہے اتنی محبت
یہاں والوں سے نفرت ہے نہیں تو
سبب جو اس جدائی کا بنا ہے
وہ مجھ سے خوبصورت ہے نہیں تو
Kuch Adhuri Khawahishon Ka Silsila Hai Zindagi
Kuch Adhuri Khawahishon Ka Silsila Hai Zindagi
Manzilon Se Aik Musalsal Faasala Hai Zindagi
Mere Darwaze Pe Dastak De K Chup Jane Ka Khel
Kab Talak Khelegi Ye Kya Bachpana Hai Zindagi
Tere Afsaane To Me Sunta Raha Hun Bar-haa
Naam Kya Tu Ne Kabhi Mera Suna Hai Zindagi
Barbaad Hum Ko Hona Tha Barbad Hum Hue
Duniya Hai Saari Naik Salakhon Si Zindagi
Qaatil The Jitne Mere Sabhi Ho Gaye Baree
Aur Chup Khari Thi Chashmdeed Gawahon Si Zindagi
\\Shahbaz Ahmed khaskheli//
\__Karachi__/
Ye Shaher Q Hum Chorain
Ye Shahar Q Hum Chorain
Takleef Unhain To Wo Chorain
Mahfil Hai To Ho Sahib Magar
Be-Zuban Mahfil Main Q Hum Bolain
Bolna Hai To Wo Bolain Pahle
Shurwat-E-Guftogu Q Hum Karain
Karna Hai To Wo Karain Sahib
Taraf-E-Dunya Q Hum Karain
Naz Ho Unhain Hazar Magar
Nazakat-E-Jana Pah Q Marain
Han Muhabat Hai Hamain Magar
Zulm-E-Jana Q Hum Jahlain
Moot Bar-Haq Hai Sunny Magar
Aj He Dil Day K Q Hum Marain
\\Sunny Nasir Razzaq
\__Mirpur AJK
Kyu Atay Rahay Itna Qareeb
Tum Kyu Atay Rahay Itna Qareeb
Jab Judai Ko He Muqadar Banana Thaa
Ab Aisi Hay Halat is Dil-e-Barbaad Ki
K Jese Machli Ho Ye Bin Pani Ki
Lout Ao k Is Dil Pe Ho Kuch Sukoon Taari
Hamain, Kahan Hay Adat Bin Ap K Chalnay Ki
\\Abdullah Bughio
\__Hyderabad
Abhi Waqt Lagega
Ibtada-E-Talaash-E-Yaar Hai Abhi Waqt Lagega
Aani Pehli Bahar Hai Abhi Waqt Lagega
Itna Jaldi Phal Na Toodo Ruk Jaoo
Yeh Pehla Soomwaar Hai Abhi Waqt Lagega
Bhanvaron Maayoos Na Ho Zara Sabr Rakho
Mera Phool Bimar Hai Abhi Waqt Lagega
Lohaar Thak Gaya Peet Peet Ke Use
Itna Magroor Hathyar Hai Abhi Waqt Lagega
Kis Muh Se Khuda!!! Mere Allah Tuje Yaad Karen
Sar-Ta-Qadam Gunahgaar Hai Abhi Waqt Lagega
Shabaz Hum Bhee Intaha-E-Ishq Tak Pahunch Jate
Yahan Aashiqi Vyapaar Hai Abhi Waqt Lagega
\\Mohammad Shabaz
\__Poonch
Rah-E-Khuda Mein Kabhi Ruswayi Nahin Milti
Har Kisi Ko Yahan Daanayi Nahin Milti
Chirag Jalta Hai Roshanayi Nahin Milti
Saqi, Mey, Zan-O-Duniya Sab Chorr Do
Rah-E-Khuda Mein Kabhi Ruswayi Nahin Milti
Ajeeb Nizaam Hai Duniya Ka Shabaz
Qaidi-E-Duniya Bankar Kabhi Rehaayi Nahin Milti
\\Mohammad Shabaz
\__Poonch
Qalam
Kitabo Ka Kalam Se Rishta Hai
Kagaz Ka Srif Naam Chalta Hai
Hath Tutay Rooh Nikli Lafzoon Ki
Is He Baat Pe Zamana Aj Hansta Hai
Phool Khilay Shajar Mein
Khushbu Nikli Kalam Se
Lafz Kamal Thay Per Dill Zawal Thay
Kalam Behosh Aur Kagaz Khamosh Thay
\\Usman Arif
\__Lahore
Raat
Akal Ho Aur Akalmand Na Ho
Goya Rooh Ho, Aur Dard Na Ho
Insan Ho Aur Zarf Na Ho
Goya Lash Ho, Aur Qabar Na Ho
Dill Ho Aur Payar Na Ho
Goya Insan Ho Jazbaat Na Ho
Log Hon Aur Baat Na Ho
Goya Raaz Ho Aur Humraaz Na Ho
Kalam Ho Aur Alfaz Na Ho
Geya Munh Ho, Aur Baat Na Ho
\\Usman Arif
\__Lahore
Inkaar
Raait Ki Chadar Ohray Soya Registan Mein
Ghr Mein Hote Huwe Bhi Dour Hun Jaise Soya Qabristan Mein
Waqat Guzara Bekar Kiya Khud Ko
Jab Kuch Na Ho Saka Likhne Aa Geya Maddan Mein
Ajeeb Rooh Ki Kehfiyat Hai Yaad To Kare Koi Per Lagta Hun He Nahi Is Jahan Mein
Unglian Chali Lafz Bnaye Kalam Toray Likh K Uska Naam Bar Bar Mittaye
Sakoon Aye Dill Ko Duaain Hazar ki
Awaz Ai Waqat Abhi Dour Hai Tum Raha Is Jahan Mein
Awargi Ka Shok Nahi Shok e Raohaniyat Hai
Chal Ker Namaz He Perh Luh Ye Soch Aane Ka Naam Tak Nahi
\\Usman Arif
\__Lahore
Muqaam
Parhi Kitabay Socha Anjam Badal Jaye Ga
Kiya Kaam Socha Nazam Badal Jaye Ga
Rooh Ko Aziyat Di Socha Akhrat mein Muqam Badal Jaye Ga
Likhay Lafz Kitabo Mein Socha Naam Badal Jaye Ga
Ishq Kiya Socha Dill Ka Hall Badal Jaye Ga
Waalid Ne Mehnat Ki Socha Mere Bachay Ka Muqadar Badal Jaye Ga
Main To Nikla Nalayak Socha Kuch Ker Lo Ga
Pata Kab Tha Kahani Ka Anjam Badal Jaye Ga
Likhna Bhi Choraa.. Socha Paise Kamane Se Muqam Badal Jaye Ga
\\Usman Arif
\__Lahore
Kahan Tu Ahsin Kam-Zarf Shakas Wo Bara Lagta Hai
Khuli Zulaf Ghataien Qatil Nigahein Wo Tera Kiya Lagta Hai
Kahan Tu Ahsin Kam-Zarf Shakas Wo Bara Lagta Hai
Mana Ke Mere Nagar Mein Tum Jesa Koi Nahin
Magar Jisy Daikhon Wo Tum Sa Lagta Hai
Teerngi K Is Aalm Mein Tu Likh Ik Or Ghazal
K Tujhse Tera Raazdan Bhi Khafa Lagta Hai
Beshak Be-Khudi Be-Sabab Nahin Hoti Ustad
Be-Khudi Mein Bhi Kuch To Pata Lagta Hai
Tu Nahin To Zindagi Bhi Be-Jaan Si Lagti Hai
Sach Kahon To Ye Jeena Bhi Ek Saza Lagta Hai
Jis Ghar Mein Ho Teerngi Ka Karwaan Rwaan
Us Ghar Mein Andhera Bhi Shama Lagta Hai
Bichhar Kar Ham Sey Sajna Usko Bhi Nahin Aata
Ye Jhoot hi Sahi Koi Sach Kahe To Bura Lagta Hai
Meri Jaan K Dushman Nikly Hain Sehra Mein Dhoondny Mujhe
Ye Tamana Ye Tarap Ye Takluf Ye Qadam-e-Wafa Lagta Hai
Kash K Ye Rooh Bhi Hoti Isee Khak-Duhan Sey Alag
In Dinon Apne Aap Se Milna Baat Karna Achha Lagta Hai
Hamein Yaad Hai Wo Bachhpan Mein Buhat Sa Rona Bhi Lekin
Ab To Ahsin Aankhon Mein Ek Dariya Lagta Hai
\\Ahsin Fayaz
\__Badin
Wo Jaan Sey Be Jahan Hokar Jaan Sey To Nahin Nikaly
Wo Jaan Se Be-Jahan Hokar Jaan Sey To Nahin Nikaly
Ye Teer Apnon Ne Chalay Hain Ghair Ki Kaman Sey To Nahin Nikaly
Wo Samajh Gay Honge Haal Chehery Ki Nzakat Sey
Zer-e-Lab Hai Haqeeqat Lafaz Zuban Sey To Nahin Nikly
Dehleez-e-Sunsaan Pe Jalti Hain Kai Shamayen Inzar-e-Shab Mein
Tere Loat Aany Ke Waham-o-Guman Sey To Nahin Nikaly
Ye Kiya Ke Itraa Ke Uraty Hain Afaq Pe Aaj Ke Insaan
Khulad Sey Nikaly hain Ham Aasman Sey To Nahin Nikaly
Koocha-e-Adam Ahsin Chhora To Dunia Bhi Chhor Dety
Kehty Ho K Mar Gay Magar Is Jahaan Se To Nahin Nikaly
\\Ahsin Fayaz
\__Badin
Han Us Ko Dakhna Chor Diya Mene
Han Us Ko Dakh-Na Choor Deya Mene
Jo Likhta Tha, Wo Likhna Choor Deyah Mayne
Socha Tha Kah Parh Lun Ga Us Ki Khansi K Raaz
Bas Ab Is K Cahray Ko Parhana Choor Deya Mene
Us Ki Ankhoon Nay Kiya Asar Mujh Pah Aesa
K Gulaab Ko Hareed-Na Choor Deya Mene
Wo Ae Mayray Samanay Ic Tarha Kah
Phir Chand Ko Dakh-Na Choor Deya Mene
Saad-Shokar K Jatay Jatay Kah To Gae Sunny
Kisse Ore K Name Pah Marna Choor Deya Mene
\\Sunny Nasir Razzaq
\__Mirpur
Saaqi Aaj Jaam-e-Shoq-e-Zahar Pila K Mar Jaayen
Saaqi Aaj Jaam-e-Shoq-e-Zahar Pila K Mar Jaayen
Thak Sey Gay Hain Dil Chahta Hai Ab Ghar Jaayen
Saknaan-e-Mehboob Ny Bhi Bad-Tan Pe Nazar Na Dali
Aap Ke Qadam Hon Honton Ko Muysar To Ham Sanwar Jaayen
Dil-e-Labrez-e-Gham Sey Rooh Bhi Tarapne Lagi Yahan
Jee Chahta Hai Ab Bayaaban Mein Utar Jaayen
Kabhi Soch Kar Jo Nikaly K Na Aayenge Phir Loat K
Aap Sey Haan Door Jaayen Par Kahan Magar Jaayen
Sitam-Zareef Se Bhi Rabat Kuch Or Chahati Hai
Rag Rag Se Lahu Tapke Sb Kuch Tum Pe Luta Kr Jaayen
Ab Ke Ahsin Ko Daikh Ke Wo Royenge Bohat
Is Haal Mein Unki Dehleez Pe Agr Jaayen
\\Ahsin Fayaz
\__Badin
0 Comments
Dear Visitors please don't send bad comment and don't share spam links.thank you for your support.