Yaad Shayari

Yaad shayari in urdu and hindi



Yaad shayari
Yaad shayari





اِک تیری یاد اُس پہ دسمبر کی سرد شام

ایسے میں دوست چائے کا اپنا خمار ہے


ik teri yaad uspe December ki sard shaam

Aisy main a dost chayee ka apna Khumaar hai

,Zara Sa Hat Ke Chalta Hoon Zamane Ki Riwayat Se

Ke Jinpe Bojh Dala Ho Woh Kandhe Yaad Rakhta Hoon.


,Zara Sa Hat Ke Chalta Hoon Zamane Ki Riwayat Se

Ke Jinpe Bojh Dala Ho Woh Kandhe Yaad Rakhta Hoon.


Kar Raha Tha Gham-e-Jahan Ka Hisab

Aaj Tum Yaad Be-Hisab Aye


Thak Gaya Hai Dil-e-Wahshi Mira Faryad Se Bhi

Ji Bahalta Nahi Ai Dost Teri Yaad Se Bhi


Chehra O Naam Ek Sath Aj Na Yaad Aa Sake

Waqt Ne Kis Shabih Ko Khawab O Khayal Kar Diya


Wafa Ki Kon Si Manzil Pe Us Ne Chora Tha

Ke Wo To Yaad Humain Bhool Kar Bhi Aata Hai


Ab Tak Meri Yaadon Se Mitaye Nahi Mitta

Bheegi Hoi Ik Sham Ka Manzar Tri Aankhen


Udasiyon Se Wabasta Hai Yeh Zindagi Meri ‘WASI’

Khuda Gawaah Hai K Phir Bhi Tujhe Yaad Karte Hain


Meri Yaad Qayamat ki Tarah Hai,

Yaad Rakhna Aayegi Zarur Aik Din


Hamari Yaad Se Gaafil,

Woh Kaisa Lag Raha Hoga


Nahi Shikwa Kisi Se Humein Humko Bhool Jaane Ka,

Hum Itne Anmol Na Thay K Kisi Ko Yaad Aate


Dil Ki Yeh Hasrat Thi Tujhe Dekheinge Khawabon Mein,

Na Neend Aayi, Na Tum Aaye, Guzar Gayyi Raat Yaadon Mein


Uss Ko Yaad Naa Hoga Hamara Chehra Bhi,

Tamam Shayari Hum Jis K Naam Karte Hain


Mohabbat Ka Fasaana Yaad Aaya,

Humein Guzra Zamana Yaad Aaya


Ajeeb Hai Teri Yaad Ka Silsila Bhi,

Kabhi Aik Pal Kabhi Pal Pal Kabhi Har Pal


Mere Alfaazon Ko Itni Sheedad Se Na Parha Karo,

Kuch Yaad Reh Gaya Toh Mujhe Bhool Na Paaoge


Hawa Ke Rukh Pe Chalta Hai Chirag e Arzoo Ab Tak,

Dil e Barbaad Mein Ab Bhi Kisi Ki Yaad Baaqi Hai


Mujhe Nasha Hai Ussey Yaad Karne Ka,

Aur Yeh Nasha Main Sare Aam Karta Hoon


Rahegi Yaad Humein Uski Khush Mizaji Bhi,

Mila Jab Bhi Woh Khush Fehmiyon Mein Daal Gaya


Yunhee Mausam Ki Adaa Dekh Ke Yaad Aaya Hai,

Kis Qadar Jald Badal Jaate Hain Insaan Jaana


Iss Qadar Yaad Hai Apne Saath Thay Sab Hee,

Kisne Kya Chaal Chali, Yaad Nahi


Masroofiyat Mein Aati Hai Behadh Tumahri Yaad,

Fursat Mein Teri Yaad Se Fursat Nahi Milti


Bahut Yaad Karta Hoga Mujhe Woh Ab Tak,

Mere Dil Se Yeh Veham Kyun Nahi Jaata


Uski Yaadon Ki Aik Chadar Ho,

Uske Khawabon Ka Aik Takiya Ho


Woh Dil Kahan Se Laun Teri Yaad Jo Bhoola De,

Mujhe Yaad Aane Wale, Koi Rasta Toh Bata Dey


Gham Ki Deewar Hata Dee Maine,

Teri Yaad Bhi Aakhir Dil Se Mitaa Dee Maine


Aaj Phir Se Teri Yaad Mein Hun,

Aa Dekh ! Main Kis Haal Mein Hun


Betha Kar Pehlu Mein Yaad ko Ghalib Saari Raat,

Jo Kuch Nahi Karte Woh Kamal Karte Hain


Phir Teri Yaad Mein Aankhen Huyi Shabnam Shabnam,

Phir Wohi Neend Na Aane Ke Zamane Aaye

Mohabbat Toh Bahut Soh’n Se Milegi,

Tumhe Yaad Aayeinge Aadab Mere


Woh Jo Hum Mein Tum Mein Qarar Tha,

Tumhe Yaad Ho Ke Na Yaad Ho


Kis Kadar Hoga Yahan Mehr o Wafa Ka Matam,

Hum Teri Yaad Se Jis Roz Utar Jayein Ge


Main Tujhe Dhundne Yaadon Ki Khuli Sarkon Per,

Zard Pato’n Ki Tarah Roz Bikher Jaati Hoon


Bichar K Yaad Nahi Kitne Mah o Saal Huye,

Sayaa Le K Chale Thay, Safaid Baal Huye


Baat Bey Baat Jo Bhar Aati Hain Aankhen Apni,

Yaad Rakhi Hai Kisi Dukh Ki Kahani Dil Ne


Kuch Yaad Karke Aankh Se Aansu Nikal Pare,

Muddat Ke Baad Guzare Jo Uski Gali Se Hum




Post a Comment

0 Comments